Education

Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024- RSMSSB CET Expected Cut Off and Prvious Year Cut-Off Marks

Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024: Rajasthan Subordinate and Ministerial Services Selection Board (RSMSSB) ke dwara Rajasthan CET 12th Level Examination 2024 ka ayojan kiya gaya hai. Ab sabhi ummedwaron ko Rajasthan Common Eligibility Test (CET) ki 12th Level pariksha 2024 ke parinam aur cut-off marks ki ghoshna ka intezar hai. Yeh pariksha vibhinn sarkari padon ke liye eligibility tay karne ke liye aayojit ki jaati hai.

Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024

Aaj ke is article mein hum aap sabhi ko Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024 ke baare mein batane wale hain. Agar aap bhi is Rajasthan Samanya Patrata Pariksha mein shamil hue hain toh aapke liye yeh post bohot hi khaas hai. Isliye aap ise ant tak dhyan purvak padhein.

Table of Contents

  1. Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024: Overview
  2. RSMSSB CET 12th Level Cut Off Marks 2024
  3. Rajasthan CET Cut Off 2024 12th Level
  4. Rajasthan CET 12th Level Expected Cut Off 2024
  5. Rajasthan CET Previous Year Cut Off
  6. How To Download Rajasthan CET Cut Off 2024?
  7. Conclusion
  8. Important Link

Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024: Overview

Particular Details
Name of Examination Board Rajasthan Subordinate and Ministerial Services Selection Board (RSMSSB)
Examination Rajasthan Common Eligibility Test (CET) 2024
Level of Exam 12th Level
Article Name Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024
Article Type Cut-Off
Cut Off Release Date November 2024 (Tentative)
Cut-Off Download Mode Online
Official Website rsmssb.rajasthan.gov.in

RSMSSB CET 12th Level Cut Off Marks 2024

Aaj ke is article mein hum un sabhi logo ka hardik swagat karte hain jo Rajasthan CET 12th Level Pariksha 2024 mein shamil hue hain. Aaj hum aap sabhi ko RSMSSB CET 12th Level Cut Off Marks 2024 ke baare mein batayenge, jisse ki aap apne ghar baithe iske cut-off marks online download kar paayein.

Rajasthan CET Cut Off 2024 12th Level

Rajasthan CET 12th Level 2024 ke cut off marks ka nirdharan pariksha ki kathinai star, awedakon ki sankhya aur pichhle varshon ke trends ke aadhar par kiya jayega. Parinam ghoshit hone ke baad hi satik cut-off marks ki jankari prapt hogi. Result aane ke baad ummedwar iske adhikarik website se cut off PDF download kar sakenge.

Rajasthan CET 12th Level Expected Cut Off 2024

Category Cut-Off Marks (Expected)
General 196-198
OBC 190-192
SC 168-170
ST 160-162

Rajasthan CET Previous Year Cut Off

Category Cut-Off Marks (2022)
General 196.11
OBC 190.54
SC 168.22
ST 160.53

How To Download Rajasthan CET Cut Off 2024?

Agar aap Rajasthan CET 12th Level 2024 ka cut off download karna chahte hain toh neeche diye gaye steps ko follow karke cut-off marks download kar sakte hain:

  1. Pehle iske adhikarik website par aaiye.
  2. Home page par “News Notifications” ka option dhoondhein.
  3. Wahaan par “CET (Sr. Sec.) 2024: Cut-Off Marks” par click karein.
  4. PDF file aayegi, use “Download” par click karke download kar lein.
  5. PDF khol kar cut off marks dekh sakte hain.

Conclusion

Aaj ke is article mein humne Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024 ke baare mein poori jankari di hai. Pariksha ke result ke sath hi cut-off marks jari kiye jayenge, aur ummedwar upar diye gaye process ke zariye cut-off download kar sakenge. Iske sath hi pichhle varshon ke trends aur is varsh ki kathinai ko dekhte hue kuch anumani cut-off marks bhi diye hain.

Important Link

Rajasthan CET 12th Level Cut Off 2024 PDF Download Link Click Here (Link Active Soon)
Official Website Click Here
Homepage Click Here
Telegram Channel Click Here
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Tausif Khan

तौसीफ खान, BH24 News की डिजिटल टीम के साथ बतौर रिपोर्टर जुड़े हुए हैं. BH24 News द्वारा दी गई सूचनाएँ केवल सामान्य जानकारी के उद्देश्य के लिए हैं। हम किसी भी जानकारी की सटीकता, पूर्णता या समय पर होने की गारंटी नहीं देते। किसी भी निर्णय लेने से पहले कृपया स्वयं सत्यापन करें और आवश्यकतानुसार विशेषज्ञ सलाह लें। BH24 News के माध्यम से प्रदान की गई जानकारी के उपयोग से उत्पन्न होने वाली किसी भी प्रकार की हानि के लिए हम उत्तरदायी नहीं होंगे।

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *